Watan Walo Watan Na Bech Dena Lyrics - Doston se milo doston ki tarah dushmanon se milo dushmanon ki tarah jeena kya marna kya buzadilon ki tarah keh raha yeh watan, yeh zameen maatri bhoomi ka dil tu nahin todna desh ke dushmanon ko nahin chhodna marna jeena tujhe is watan ke liye farz apna nibha de aman ke liye.